Chinta Na Kar a new Bollywood song from the movie Hungama 2 is featuring Pranitha Subhash and Meezaan Jaffrey. The video is directed by Priyadarshan.
Chinta Na Kar song lyrics are written down by Sameer Anjaan, sung by Nakash Aziz and Neeti Mohan and music is given by Anu Malik.
Chinta Na Kar song Lyrics
Tu nahi toh main nahi
Main nahi toh tu nahi
Saansein chale tu hai jahan
Main hoon wahin
Tu nahi toh main nahi
Main nahi toh tu nahi
Tujhse meri saansein chale
Tu hai jahan main hoon wahin
Chinta na na na na
Chinta na kar
Sath kaatenge hum
Zindagi ka safar
Chinta na na na na
Chinta na kar
Sath kaatenge hum
Zindagi ka safar
Main tere ishq mein
Bechain rehne lagi
Main tujhe de doon jaan
Jaan meri kehne lagi
Ek lamha bhi dur na honge
Ek lamha bhi dur na honge
Chahte na kabhi hongi kam
Chinta na na na na
Chinta na kar
Sath kaatenge hum
Zindagi ka safar
Chinta na na na na
Chinta na kar
Sath kaatenge hum
Zindagi ka safar
Chal chalein hum wahan
Rehti mohabbat jahan
Tu jahan sath hai
Hai meri duniya wahan
Meri manjil hai tu
Teri manjil hoon main
Meri manjil hai tu
Teri manjil hoon main
Tujhpe main mar miti
Main khatam
Chinta na na na na
Chinta na kar
Sath kaatenge hum
Zindagi ka safar
Chinta na na na na
Chinta na kar
Sath kaatenge hum
Zindagi ka safar
Oh chinta na na na na
Chinta na kar
Sath kaatenge hum
Zindagi ka safar
https://www.filmytune.com/songs/main-tera-boyfriend-song-raabta/