alexa

Bezuban Dil Ki Lyrics – Jack & Dil | New Bollywood Song

Starring :
Amit Sadh, Sonal Chauhan & Arbaaz Khan
Music Directors :
Ramji Gulati
Lyrics :
Ramji Gulati & Mack The Rapper
Singers :
Shibani Kashyap
Music Belongs To :

Bezuban Dil Ki Lyrics from the Bollywood Movie Jack & Dil is starring Amit Sadh, Sonal Chauhan and Arbaaz Khan. This Bollywood film is directed by Sachin P. Karande. The Movie is set to release on 2nd November 2018.

bezuban dil ki lyrics bollywood song

Bezuban Dil Ki Song Poster – Amit Sadh & Sonal Chauhan

Shibani Kashyap is the Singer. Ramji Gulati is also the Music composer of this Latest Hindi song. Bezuban Dil Ki Lyrics have been written by Ramji Gulati and Mack The Rapper.

Bezuban Dil Ki Lyrics – Jack & Dil Film 2018

Bezuban dil ki zubaani kaise bayaan karun main
Bin tere ik lamha kaise bitaun main
Bezuban dil ki zubaani kaise bayaan karun main
Bin tere ik lamha kaise bitaun main

Main teri yaadon mein pal pal royi hoon
Tujhko pata hi nahi
Main teri yaadon mein pal pal royi hoon
Tujhko pata hi nahi

Har khaab mera tuta hai
Jabse tu mujhse rutha hai
Waqt ne kyun bandhi hai mazboorian
Kaise mitaun main yeh doorian

Main teri yaadon mein pal pal royi hoon
Tujhko pata hi nahi
Main teri yaadon mein pal pal royi hoon
Tujhko pata hi nahi

Bezuban dil ki zubaani kaise bayaan karun main
Bin tere ik lamha kaise bitaun main
Bezuban dil ki zubaani kaise bayaan karun main
Bin tere ik lamha kaise bitaun main

Main teri yaadon mein pal pal royi hoon
Tujhko pata hi nahi
Main teri yaadon mein pal pal royi hoon
Tujhko pata hi nahi

Tut oh meri parchayi hai
Jo na ho toh tanhayi hai
Bin tere main kaise jeeun
Kiase kahoon tujhse kaise kahoon

Main teri yaadon mein pal pal royi hoon
Tujhko pata hi nahi
Main teri yaadon mein pal pal royi hoon
Tujhko pata hi nahi

Bezuban dil ki zubaani kaise bayaan karun main
Bin tere ik lamha kaise bitaun main
Bezuban dil ki zubaani kaise bayaan karun main
Bin tere ik lamha kaise bitaun main

Main teri yaadon mein pal pal royi hoon
Tujhko pata hi nahi

Comments