Saawariya is the new hindi song by Aastha Gill and Kumar Sanu. Saawariya song lyrics are drafted by Dilwala and music is given by Hiten.
The song features Aastha Gill and Arjun Bijlani. The song’s video is directed by Adil Shaikh.

Saawariya Song Lyrics
Dekh ke tujhko
Dil bole haaye haaye
Tere bin haal mera
Bura hota jaye jaye
Thodi sharaarti main
Tu bhi thoda shy shy
Tere liye baakiyon ko
Kiya maine bye
Aisa kaisa pyar kar liya
hooo
Saawariya aa aa
Saawariya aa aa
Sawariya aa aa
Saawariya saawariya
Sawariya aa aa
Saawariya aa aa aa aa
Saawariya aa aa
Saawariya saawariya
Tujhpe aake naina mere jaam ho gaye
Haan tujhpe aake naina mere jaam ho gaye
Samajh mein na aaye aise kaam ho gaye
Naam bahut tha tere sar ki kasam
Saiyaan pade jo tere pyaar mein
Badnaam ho gaye
Haaye reh liya duniya se
Bada darr darr ke
Dekhun main bhi zara
Hadd se guzar ke
Sab kuchh tere naam kar diya
Ho ho
Saawariya aa aa
Saawariya aa aa
Saawariya aa aa
saawariya saawariya
Saawariya aa aa
Saawariya aa aa aa aa
Sawariya aa aa
Saawariya saawariya
Dhadke dil yeh jab udde tera aanchal
Jadoo kare teri aankhon ka kajal
Dekh ke tujhko hua jaun pagal
Na jane kab barsega yeh badal
Kuchh toh hua mujhe
Aankh jab tujhse ladi
Teri deewangi bhi
Sar pe mere chaddhi
Main bhi hoon zidd pe ada
Tu bhi hai zidd pe adi
Kisi ne bhi na badhayi
Baat yeh khud se badhi
Yeh ishq sareaam kar liya
Saawariya aa aa
Saawariya aa aa
Saawariya aa aa
Sawariya saawariya
Saawariya aa aa
Saawariya aa aa aa aa
Saawariya aa aa
Saawariya saawariya
Saawariya saawariya
Tere Bina Song Lyrics – Shreya Ghoshal (Deepak Pandit)(Opens in a new browser tab)
https://www.filmytune.com/songs/sanu-ek-pal-chain-song-lyrics/