Qadar Na Jaani Song Lyrics are written by Sanjeev Chaturvedi, who is also the composer of the song. This beautiful track Sung by Sonu Kakkar. The video of this song features Manjul Khattar and Rumman Ahmed. The song’s video is directed by Vikas K Chandel.

Qadar Na Jaani song lyrics
Duniya se baaghi ho gayi haan.
Tujhe toot ke chaha mene
Tere jhoote moote waadon pe
Aitbaar sajaya mene
Main bholi na samjh saki
Teri niyat mein beimani
Tune qadar na jaani jaaniyaa
Tune qadar na jaani
Tune qadar na jaani jaaniyaa
Tune qadar na jaani
Main bhool gayi khud ko bhi
Mujhe yaad raha bas tu
Ek tere siva es dil ko
Na hai koi aarzoo
Haan main bhool gayi khud ko bhi
Mujhe yaad raha bas tu
Ek tere siva es dil ko
Na hai koi aarzoo
Main bholi na samjh saki
Teri niyat mein beimani
Tune qadar na jaani jaaniyaa
Tune qadar na jaani
Tune qadar na jaani jaaniyaa
Tune qadar na jaani
Sab lok laaj duniya ki
Tere khatir taj di yara
Kaise samjhau dil ko
Ab tu panchi awara
Sab lok laaj duniya ki
Tere khatir taj di yara
Kaise samjhau dil ko
Ab tu panchi awara
Main bholi na samjh saki
Teri niyat mein beimani
Tune qadar na jaani jaaniyaa
Tune qadar na jaani
Tune qadar na jaani jaandiyaa
Tune qadar na jaani
Ho Tune qadar na jaani jaaniyaa
Tune qadar na jaani
Tune qadar na jaani jaaniyaa
Tune qadar na jaani oye…