Meri Tarah is a brand new Hindi song sung by Jubin Nautiyal and Payal Dev, who also gave the music of this song. Meri Tarah song lyrics are drfated down by Kunaal Vermaa.
The song features Gautam Gulati, Himansh Kohli and Heli Daruwala. Meri Tarah song video has been directed by Navjit Buttar.

Meri Tarah Song Lyrics :
Kaun hai woh duniya mein joh
Tujhe mujhse badhkar chahne laga
Jiske liye tu haath mera
Pal bhar mein chorke jaane laga
Kaun hai woh duniya mein joh
Tujhe mujhse badhkar chahne laga
Jiske liye tu haath mera
Ik pal mein chorke jaane laga
Tu soch samajh kar chah usse
Ik din mujhse milwao usse
Main bhi toh dekhu pyar mein
Woh kya kar sakta hai
Kya woh jo bhi kehta hai
Woh sach mein kar sakta hai
Kya meri tarah woh tujh par
Hasske mar sakta hai
Hasske mar sakta hai
Kya woh jo bhi kehta hai
Woh sach mein kar sakta hai
Kya meri tarah woh tujh par
Hasske mar sakta hai
Hasske mar sakta hai
Bahut fark hota hai
Yoon saath muskurane mein
Haath thamne mein aur
Zindagi beetane mein
Jeene marne ki baatein
Karke bhool jaate hain
Kya kisi ka jaaye jhoothe
Khwaab sa dikhane mein
Tum galiyon mein apni bulao zara
Mere jitne kaante bichhao zara
Bina uff kiye kya inpe
Woh bhi guzar sakta hai
Kya woh jo bhi kehta hai
Woh sach mein kar sakta hai
Kya meri tarah woh tujh par
Hasske mar sakta hai
Kya woh jo bhi kehta hai
Woh sach mein kar sakta hai
Kya meri tarah woh tujh par
Hasske mar sakta hai
Ab yaad rakhega kaun kise
Yeh waqt ko tai kar lene de
Karde khushiyon ki baarish uss par
Aankh mujhe bhar lene de
Na shor hua aawaz hui
Jab jab dil sacha toota hai
Puchho sabse se sabko apne
Chahne walon ne loota hai
Na aas rahe na saans rahe
Hum bhi patthar ho jayenge
Tum ho jayoge gairon ke
Hum toh khud ke hi na ho payenge
Ho payenge
Teri dhadkanon ke jariye
Main bhi toh dhadakti hoon
Tujhe kaise dil se mere
Door kar sakti hoon
Jaisi bhi raahein chahe
Haan main chal sakti hoon
Tujhe dekh kar jeeti hoon
Tujhpe mar sakti hoon
Tujhpe mar sakti hoon
Tujhpe mar sakti hoon
Tujhpe mar sakti hoon
Pyar Kiya Toh Nibhana Wada Raha Song Lyrics | Jonita Gandhi & Millind Gaba