Sony Music India presents a brand new Hindi song “Jogiya“, sung by Prabh Gill. Jogiya song lyrics were written by Maninder Kailey. The music was given by Desi Routz.
The song features Prabh Gill and the wonderful direction was done by Frame Singh. This song is about the journey of self-discovery, about finding the things that matter most in your life.

Jogiya Song Lyrics :
Sapno ki udane bharke aa gaya
Dil apna tu behlake aa gaya
Sapno ki udane bharke aa gaya
Dil apna tu behlake aa gaya
Ik dhokhe mein guzari zindagi
Koyi mila na jo tera apna ho
Ve jogiya jag mil gaya
Taan ki karenga taan ki karenga
Ve jogiya sab mil gaya
Taan ki karenga taan ki karenga
Daulat barasne pe khud se tu poochhiyo
Barish ki boondon jaisi milti khushi kya
Pehne mukhauta kyu buleya zamane mein
Nikli kabhi hai tere dil se hansi kya
Imaaraton se uncha ban gaya
Par khud ko peechhe chhod chala
Ve jogiya jag mil gaya
Taan ki karenga taan ki karenga
Ve jogiya sab mil gaya
Taan ki karenga taan ki karenga
Tinka tinka joda hai jo ud hi jayega
Boega tu jo bhi sajna woh hi payega
Koshish kariyo teri wajah se muskuraye koi
Tab samajhna jag mein bandeya teri kamayi hoi
Dil se karenga jo tu shayari
‘kailey’ chhuwega tabhi asmaan
Ve jogiya jag mil gaya
Taan ki karenga taan ki karenga
Ve jogiya sab mil gaya
Taan ki karenga taan ki karenga