Jaane Ye Kyun Kiya Lyrics has been written by Farhan Akhtar and he has also sung this soulful song. The Music is composed by Rochak Kohli and Farhan Akhtar.
Jaane Ye Kyun Kiya Song is featuring Farhan Akhtar. The Video is directed by Razy.
Jaane Ye Kyun Kiya Lyrics – Album Song 2018
Yaara tujhko kaise main haara
Kal tak main tha tumhara aur tu thi meri
Jaane kab hue hum anjaane
Kal tak the hum deewane aur tu thi meri
Tune mere dil ko jo hai toda
Saath mera tune hai chhoda
Tode tune saare bandhan
Todi tune woh saari kasame
Jaane hai jaane hai
Jaane ye kyun kiya
Pooche hai pooche hai
Pooche hai dil mera
Yaara ab koi na sahara
Kal tak main tha tumhara aur tu thi meri
Tune mere dil ko jo hai toda
Saath mera tune hai chhoda
Tode tune saare bandhan
Todi tune woh saari kasame
Jaane hai jaane hai
Jaane ye kyun kiya
Pooche hai pooche hai
Pooche hai dil mera
Kaise guzaroon ab main
Saare din saari raatein
Bhul na paaun main unn
Shaamon ki mulakatein
Vaade joh tune kiye
Kyun hain waapis liye
Tune mere dil ko jo hai toda
Saath mera tune hai chhoda
Tode tune saare bandhan
Todi tune woh saari kasame
Jaane hai jaane hai
Jaane ye kyun kiya
Pooche hai pooche hai
Pooche hai dil mera
Jaane hai jaane hai
Jaane ye kyun kiya
Pooche hai pooche hai
Pooche hai dil mera